Teri Yaadon Mein Song Lyrics - The Killer Lyrics

Teri Yaadon Mein lyrics from The Killer Lyrics is a hindi movie , this movie released in . .

Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Teri yaadon mein khoya rehta hoon Mujhko dasti hai tanhaaiyan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan

Tu jo judaa ho gayi Teri sadaa kho gayi Dekh le phir zindagi Haa kya se kya ho gayi Jab se bichdi hoon Rab se kehti hoon Kitna suna hai tera jahaan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan

Kaise kate zindagi maayusi bebasi Raahen sabhi kho gayi Roshani de roshani Main toh rehti hoon teri raahon mein Bekhabar mujhko dhunde kahaan Phirta rahoon dar badar Milta nahi tera nishaan Hoke judaa kab main jiya Tu hai kahaan main kahaan Teri yaadon mein khoya rehta hoon Mujhko dasti hai tanhaaiyan