Abhi To Main Jawaan Hoon Song Lyrics - The Killer Lyrics

Abhi To Main Jawaan Hoon Lyrics : Abhi To Main Jawaan Hoon Song from the film The Killer Lyrics is sung by alisha chinai . ,

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon – 2 Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon Abhi toh main – 2 jawaan hoon Abhi toh main jawaan hoon – 2 Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai – 2 ??? ki tez dhaar hoon ??? Laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon Abhi toh main – 2 jawaan hoon Abhi toh main jawaan hoon – 2 Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon – 2 Nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon Main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon Abhi toh main – 2 jawaan hoon Abhi toh main jawaan hoon – 2 Abhi toh main – 2 jawaan hoon

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon – 2 Mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon Abhi toh main – 2 jawaan hoon Abhi toh main jawaan hoon – 2 Abhi toh main – 2 jawaan hoon Abhi toh main jawaan hoon – 2