Ik daur woh tha mujhse bhi zyada Unko fikar thi meri… Kehte thhe mujhse rukhsat na honge Milke dobara kabhi…
Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai.. bewafai.. Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
When I look into your eyes Baby I’m in paradise We could take you to skies We could make you and I (x2)
Meri aashiqui yeh, Rabb ke hawale Roothe yaar ko bas, koi mana le Yaadon ki sooli dil mein, gad jaati hai Veeraniyan jab had se, badh jaati hai
Ik daur woh tha mujhse bhi zyada Unko fikar thi meri… Kehte the mujhse rukhsat na honge Milke dobara kabhi…
Ab toh gairon se mera haal puchha jaata hai Yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai, bewafai Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Kuch baatein aisi hoti hain Jinko bayaan karna.. Lafzon mein, namumkin hota hai Jab wafa mein, wafa hoti hai Koi na koi, wajah hoti hai Koi na koi, wajah hoti hai
Kyun faaslon mein, nazdeekiyan hain Kyun zindagi mein, tabdeeliyan Kyun tanha dil yeh mera mujhse kahe Ye silsila bas yunhi chalta rahe
Jaane kya hua hai jiski wajah se Manzilein judaa si lag rahi Anjaani raah pe dil ye kyun Khud ko paata hai Yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai
Wafa ne bewafai, bewafai Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Movie / Album | Teraa Surroor |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer Anjaan |
Singer's | Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne D Mello |
Music Director | Himesh Reshammiya |
Label | T-Series |
Year | 2016 |
Starring | Farah Karimi, Himesh Reshammiya, Naseeruddin Shah |
Lyricist : Sameer Anjaan
Singer : Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne D Mello