Ta ra na na na na re……… re re re… ta na na na na…
Ta ra na na na na re……… Jindagi ki kahaani yahi hai – (2) Haar mein hi toh jeet chhupi hai – (2) Har tamanna ho puri hamaari, aisa bhi toh jaruri nahi hai – (2) Phir bhi sapno ki aadat sahi hai Jindagi ki kahaani yahi hai – (2) Haar mein hi toh jeet chhupi hai – (2)
Aasuo se bahega jo kaajal, woh hi aankhon mein phir kal sajega – (2) Bebasi mein luta hai jo yeh dil, (woh hi dil phir kabhi toh basega -2) Ghum ke saaye mein palati khushi hai – (2) Haar mein hi toh jeet chhupi hai – (2)
Ta ra na na na na re……… ta ra ra ru ra ra ra ru…. Auro ke dil se khele bhala kya, auro ke dil ko tode bhala kya – (2) Tute dil par kisi ke hamaara (ho mehal bhi toh hoga bhala kya -2) Haar se haar jaana nahi hai – (2) Haar mein hi toh jeet chhupi hai – (2) Ta ra na na na na re……… ta ra ra ru ra ra ra ru….
Movie / Album | Sirf Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Mehboob, Vipul Saini |
Singer's | Kunal Ganjawala |
Music Director | Shibani Kashyap |