Ghar Tera Ghar Mera Song Lyrics - Sirf Lyrics

Following is the lyrics of 'Ghar Tera Ghar Mera ' song from the bollywood movie 'Sirf Lyrics', the lyrics are written by mehboob, vipul saini, in the voice of singer shaan, shreya ghoshal

(Apna bhi hoga ek basera, apni shame apna sabera Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja) – (2) Chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja

Hingi mushkilein bhi, hongi manjilein bhi – (2) Pyaar se woh sanam hum milaake kadam, apna sajaaye aashiyaana Sab kuchh abb hoga tera mera, apni shame apna sabera Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja Ho chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja

Hongi pyaar mein bhi meethi takraare – (2) Ruth kar tum sanam chhod jaana na ghar, ho jaau na main deewaana Hasana rona hai milke yaara, ho apni shame apna sabera Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, saajana Chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, saajana