Jaana Tumhaare Pyaar Mein Song Lyrics - Sasural (1961) Lyrics

Jaana Tumhaare Pyaar Mein Lyrics from Sasural (1961) Lyrics (bollywood) sung by mukesh. This song is composed by shankar-jaikishan with lyrics penned by hasrat jaipuri. Sasural (1961) Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Jaana Tumhaare Pyaar Mein Lyrics from Sasural (1961) Lyrics: mukesh sings this bollywood song for Sasural (1961) Lyrics film with music by shankar-jaikishan

(Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana) – (2) Jaana tumhaare pyaar mein

(Hum toh deewaane hai tere naam ke Dil luta baithe hai jigar thaam ke) – (2) Ishq ne hamako nikkama kar diya Warana hum bhi aadami the kaam ke Itana main gir chuka hoon ki haiwaan ban gaya hoon Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana Jaana tumhaare pyaar mein

(Abb toh bas patthar ki ek tasbeer hoon Ya samajh lo ek buteh pepir hoon) – (2) Apane pairon bandh gayi jo pyaar mein Aisi ik ulajhi huyi janjeer ho Haalat ko apane dekh ke hairaan ban gaya hoon Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana Jaana tumhaare pyaar mein