Khul Jaayega Kismat Ka Taala Song Lyrics - Geraftaar (1985) Lyrics

Khul Jaayega Kismat Ka Taala Lyrics from Geraftaar (1985) Lyrics (hindi) sung by shabbir kumar. This song is composed by bappi lahiri with lyrics penned by indeevar. Geraftaar (1985) Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Khul Jaayega Kismat Ka Taala Lyrics from Geraftaar (1985) Lyrics: shabbir kumar sings this hindi song for Geraftaar (1985) Lyrics film with music by bappi lahiri

(Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2) Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye) -2

(Naachunga gaayunga fight bataaunga main Koyi jo na kar paaye woh kar dikhaaunga main) – (2) Kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaaye Ya toh top heroine ki bas mujhase aankh lad jaaye

Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye

James bond banake jab film mein aayunga

(Ik mauka mil jaaye acting karunga gajab ki Aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki) – 920 Saari haseenjawaan ladkiya maaangegi autograph Tanhaayi mein chhupkar mera chumengi photograph

Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2) Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye