(Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2) Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye) -2
(Naachunga gaayunga fight bataaunga main Koyi jo na kar paaye woh kar dikhaaunga main) – (2) Kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaaye Ya toh top heroine ki bas mujhase aankh lad jaaye
Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye
James bond banake jab film mein aayunga
(Ik mauka mil jaaye acting karunga gajab ki Aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki) – 920 Saari haseenjawaan ladkiya maaangegi autograph Tanhaayi mein chhupkar mera chumengi photograph
Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala – (2) Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye
| Movie / Album | Geraftaar (1985) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Indeevar |
| Singer's | Shabbir Kumar |
| Music Director | Bappi Lahiri |
Lyricist : Indeevar
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist : Indeevar
Singer : Kishore Kumar, Mohammed Aziz