Bedardi Balma Tujhko Song Lyrics - Aarzoo (1965) Lyrics

Bedardi Balma Tujhko lyrics from Aarzoo (1965) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by shankar-jaikishan.

Bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai Barasta hai jo aankho se woh sawan yad karta hai

Kabhi ham sath gujare jin sajili rehgujaro se Fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se Yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai

Koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai Guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai Kabhi chuma tha jo tune woh daaman yad karta hai

Woh hi hain jhil ke mandar woh hi kirno ki barsate Jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate Tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai