Ai Nargise Mastana Song Lyrics - Aarzoo (1965) Lyrics

Ai Nargise Mastana lyrics : Ai Nargise Mastana Song from Aarzoo (1965) Lyrics is sung by mohammad rafi and composed by shankar-jaikishan,

Ai nargise mastana (bas itani shikayat hai – 2) Samjha hamen begana, (bas itni shikayat hai – 2)

Har rahpar kataraye, har mod par ghabaraye, Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye – 2 O hamko nahi pehchana, (bas itani shikayat hai – 2)

Ho jathe ho par ham bhi, ban jathe ho ham dam bhi Ai sakh ay mehkhana, shola bhi ho shabnam bhi – 2 O khali mera paimana, (bas itani shikayat hai – 2)

Har rang kayamat hai, har dang shararat hai Dil todke chal dena, yeh husn ki aadat hai – 2 O aata nahi behelaana, (bas itani shikayat hai – 2)

Ai nargise mastana (bas itani shikayat hai – 2) Samjha hamen begana, (bas itni shikayat hai – 2)