Raja Saheb Ghar Nahin Song Lyrics - Aaj Aur Kal Lyrics

Raja Saheb Ghar Nahin Lyrics : Raja Saheb Ghar Nahin Song from the film Aaj Aur Kal Lyrics is sung by asha bhosle, mahendra kapoor and composed by ravi shankar sharma. ,

Ba adad ba mulaheja ba hosiyar Nahi nahi beadab be mulahija be muhar (Raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi Aaj to gardan unchi karke kahenge ham so bar Beadab be mulahija be muhar Ba adad ba mulaheja ba hosiyar) – 2

Nachenge aur gayenge chikhenge chilayenge Man marjee ka pahnenge mann marji ka khayenge Mahal ki unchi diwaro se door hai pahredar Beadab be mulahija be muhar Ba adad ba mulaheja ba hosiyar Chup gaddar

Ankhe jhuki jhuki ho kyun sanse ruki ruki ho kyun Rajaji jab yaha nahi to bate ho betooki kyun Aaj ke deen to band karo ye jhoot ka karobar Beadab be mulahija be muhar Ba adad ba mulaheja ba hosiyar

Rajo or sultano ka kissa gaye jamano ka – 2 Insano ke age kyun shish jhooke insano ka Aye samjha yug inn rasmo se hai bejar Beadab be mulahija be muhar Ba adad ba mulaheja ba hosiyar