Tum Apane Paas Bula Lo Song Lyrics - Aaj Aur Kal Lyrics

Aaj Aur Kal Lyrics is a hindi movie , this movie released in . . . The song lyrics of Tum Apane Paas Bula Lo are below

Yun intzaar ka dukh abb saha nahi jaata Tadap rahi hai mohabbat, raha nahin jaata Tum apane paas bula lo bahut udaas hu main

Bhatak chuki hu bahut, zindagi ki raaho mein Mujhe abb aake chhupa lo, tum apani baaho mein Mera sawaal na taalo, bahut udaas hu main

Har ek saans mein milane ki pyaas palati hai Sulag raha hai badan aur ruh jalati hai Bacha sako to bacha lo, bahut udaas hu main