Itni haseen itni jawaan raat kya kare – 2 Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare Itni haseen itni jawaan raat kya kare
Saanson mein ghul rahi hai kissi saans ki mahek – 2 Daaman ko chhoo raha hai koyi haath kya kare – 2 Itni haseen itni jawaan raat kya kare
Shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake – 2 Hairaan hain ki aaj nayi baat kya kar.n – 2 Itni haseen itni jawaan raat kya kare
| Movie / Album | Aaj Aur Kal Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Mohammad Rafi |