Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2 Jamaana deewaana humaara tumhaara Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2
Jamane ki rasmo mein shaamil rahega – 3 Woh milna milaana humaara tumhaara – 2 Jamaana deewaana humaara tumhaara Yahi hai fasaana humaara tumhaara
Gulo ki kitaabo ka unvaan hoga – 3 Yahi muskuraana humaara tumhaara – 2 Jamaana deewaana humaara tumhaara Yahi hai fasaana humaara tumhaara
Mulakaat apani hai sadiyo puraani – 3 Yeh rishta puraana humaara tumhaara – 2 (Jamaana deewaana humaara tumhaara Yahi hai fasaana humaara tumhaara) – 2
| Movie / Album | Aafreen Vol. 1 (Non-Film) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Pankaj Udhas |