Woh nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya Dil se jo paida huyi woh aarzoo badnaam hai Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 2
Apne labon ko sike humne ishq mein naam kamaaya – 3 Husn ko lekin deke duaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 2
Maikhane se uski gali tak jab apani shoharat phail – 2 Log hamein phir kaise bhulaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2, hum to huye badnaam Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 3
| Movie / Album | Aafreen Vol. 1 (Non-Film) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Pankaj Udhas |