Ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar Ishq nachaaye jisko yaar, (woh phir naache bich bazaar – 2) Ishq kare jisko bimaar – 3 Uspe dava-daroo bekaar – 2 Woh phir nache bich bazaar Ishq nachaaye jisko yaar – 2
Ishq mein jo chhode gharbaar – 2 Ishq mein jo chhode gharbaar, usake gale mein prit ka haar Usake gale mein prit ka haar, woh phir naache bich bazaar Ishq nachaaye jisko yaar – 2
Ishq ki kimat jaan aur dil – 2 Ishq ki kimat jaan aur dil, ishq na ban paaye vaiopaar Ishq na ban paaye vaiopaar, woh phir naache bich bazar Ishq nachaaye jisko yaar – 2
Raahi kalandar kehta hai – 2 Raahi kalandar kehta hai, ishq khuda ka hai darbaar Ishq khuda ka hai darbaar, woh phir naache bich bazaar Ishq nachaaye jisko yaar – 2 Ishq nachaaye jisko yaar, woh phir naache bich bazaar Woh phir naache bich bazaar – 4
| Movie / Album | Aafreen Vol. 1 (Non-Film) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Pankaj Udhas |