Hum Toh Huye Badnaam Song Lyrics - Aafreen Vol. 1 (Non-Film) Lyrics

Hum Toh Huye Badnaam Lyrics : Hum Toh Huye Badnaam Song from the film Aafreen Vol. 1 (Non-Film) Lyrics is sung by pankaj udhas . ,

Woh nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya Dil se jo paida huyi woh aarzoo badnaam hai Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 2

Apne labon ko sike humne ishq mein naam kamaaya – 3 Husn ko lekin deke duaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 2

Maikhane se uski gali tak jab apani shoharat phail – 2 Log hamein phir kaise bhulaayein hum to huye badnaam – 2 Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2, hum to huye badnaam Shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam Kissa yeh apna kisko sunaayein – 2 Hum to huye badnaam – 3