Mat Kar Itna Garur Surat Pe Song Lyrics - Aadmi Khilona Hain Lyrics

Mat Kar Itna Garur Surat Pe Lyrics from Aadmi Khilona Hain Lyrics (hindi) sung by alka yagnik, pankaj udhas. This song is composed by . Aadmi Khilona Hain Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Mat kar itna garur surat pe ai haseena – 2 Teri surat pe nahin hum toh teri saadagi pe marte hain – 2

Dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na – 2 Hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain – 2

Kyun hamaara picha karta hai, bin tere dil aahein bharta hai Kyun fida hai khilte rango pe, naaz na kar gore ango pe Hogi na teri meri dosti, achchi nahi is kadar berukhi – 2 Ho o o o o………. Dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na – 2 Hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain – 2

Din hai tera teri raate hain, yeh deewaanepan ki baatein hain Tu hamaare khaabo mein aaye, tu kahi paagal na ho jaaye Ulfat hamaari tere naam hai, humko mohbbat se kya kaam hai – 2 Ho o o o o………. Mat kar itna garur surat pe ai haseena – 2 Teri surat pe nahin hum toh teri saadagi pe marte hain – 2

Husn to do din mein dhal jaaye, kyun hamein baaton mein uljhaaye Ishq hai sadiyon ka afsaana, tu humein lagta hai parwaana Jaadu sanam tujh pe chal jaayega Agar paas aaya to jal jayega. Agar paas aaya to jal jayega. Bolo kuch to bolo. Ho o o o o………. Dilbar nazrein milaake humko yuun dekh na – 2 Hum to aise deewaano ki deewaanagi se darte hain – 2