Raatein dhalati nahi, din bhi niklta nahi Usaki marzi bina patta hilta nahi (Rab jo chaahe wahi toh hona hain Aadmi khilona hain – 2) – 2
(Jina hain haske humein jeevan ka har pal Koyi na jaane yaha kya ho jaaye kal) – 2 Har khwaab yahaan pe sajona hain – 2 Aadmi khilona hain – 2 Rab jo chaahe wahi toh hona hain – 2 Aadmi khilona hain – 6
Movie / Album | Aadmi Khilona Hain Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Alka Yagnik |