Jis Dard Se Tum Humko Song Lyrics - Aadmi Khilona Hain Lyrics

Jis Dard Se Tum Humko lyrics : Jis Dard Se Tum Humko Song from Aadmi Khilona Hain Lyrics is sung by alka yagnik, mohammed aziz and composed by ,

Ho ho ho ho……………. Sajna mere sajna o o o o……… Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz – 2 Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz – 2 Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Chaahat ke parwaane hain aashiq apna naam – 2 Hum ko tadapane se hi milta hain aaraam – 2 Anjaam khuda jaane achchha toh hain aaghaaz Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz – 2 Bulbul ne bhi yuun gul ko pukaara nahi hoga Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Dil ke lahuse likh di humne prem kahaani – 2 Tere hawaale kar di apni yeh jindagaani – 2 Afsaana likhe humne leke naye alfaaz Jis dard se tum humko diya karte ho aawaaz Bechain mohabbat ka kya khub hain andaaz Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz

Rangon ka hain mausam khushbu ke hain mele – 2 Aake gale lag jao abb kyo rahenge akele – 2 Sach hain nahi bajta sargam ke bina saaj Jis dard se tum humko diya karte ho aawaz (Bechain moghabbat ka kya khub hain andaaz Jis dard se hum tumko diya karte hain aawaaz) – 2