Jinhe Ham Bhulaana Chaahe Song Lyrics - Aabroo Lyrics

Lyrics of 'Jinhe Ham Bhulaana Chaahe ' song from the bollywood movie 'Aabroo Lyrics', the lyrics are written by g l raaval, in the voice of singer mukesh,

Jinhe hum bhulaana chaahe, wo aksar yaad aate hain Bura ho iss muhabbat ka, wo kyon kar yaad aate hain

Bhulaaye kis tarah un ko, kabhi pi thi un aankhon se Chhalak jaate hain jab aansu, wo saagar yaad aate hain

Kisi ke sunrkha lab the ya diye ki lau machalati thi Jaha ki thi kabhi puja, wo mandar yaad aate hain

Rahe aye shamma tu roshan, duwa deta hain parawaana Jinhe kismat mein jalna hain, wo jalakar yaad aate hain