Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera Song Lyrics - Aabroo Lyrics

Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera lyrics : Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera Song from Aabroo Lyrics is sung by lata mangeshkar and composed by ,

Inhi logon ne le lina dupatta mera

Ye maana husn khuda hota hai Par ye andaaz tumhein kaun sikha deta hai Sitan bhi madar se koyi sikh ke aata nahin Chaahne waala hi kamabakht sikha deta hai

Meri na maano rangarejavaa se puchho Jisne gulaabi rang dina dupatta mera

Mori na maano saiyaan se puchho Jisne odh ke maza lina dupatta mera Inhi logon ne le lina dupatta mera…..