Yun Hota Toh Kya Hota Song Lyrics - Yun Hota Toh Kya Hota Lyrics

Lyrics of 'Yun Hota Toh Kya Hota ' song from the bollywood movie 'Yun Hota Toh Kya Hota Lyrics', the lyrics are written by sameer, in the voice of singer kunal ganjawala, shreya ghoshal, Produced by shabbir boxwala

Ho ho o ho ho ho – 4

Ehsas me duba duba aawarapan Pagal pagal hai jism-o-jaan jism-o-jaan jism-o-jaan Betabiya kahe yahi nazar ne kiya Duri jo na hoti darmiya darmiya darmiya Yu hota to kya hota – 3

Maine tumhe chaha badi arman se Tumhe dekha har pal pyar se pyar se pyar se Mere hamnawa maine tumhe dil de diya Kabhi tum bhi kehte yaar se yaar se yaar se Yu hota to kya hota – 3

Yaad aa gaye ek ek woh sare pal Jinhe hamne guzara sath me sath me sath me Dobara ho yaha agar milte nahi Chubhti aahe jasbaat me raat me raat me raat me Yu hota to kya hota – 4

Hota nahi mere tan mann tera intezar Kat ti nahi tanha zindgi zindgi zindgi Tum samne mere agar rahte sada Na hoti jaha ki bebasi bebasi bebasi Yu hota to kya hota – 4

Tufan sa abhi yaha jo aaya tha Barbadi ka jo saya tha saya tha saya tha Uss mauj me ham bhe beh jate to Farman jo maut ka laya tha laya tha laya tha Yu hota to kya hota – 4