Kya Hua Maine Agar Song Lyrics - Yeh Dil Kisko Doon Lyrics

Lyrics of 'Kya Hua Maine Agar ' song from the hindi movie 'Yeh Dil Kisko Doon Lyrics', the lyrics are written by qamar jalalabadi, in the voice of singer asha bhosle, mohammad rafi, Produced by b.o.kapoor

(Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhar kiya Aapse pyar kiya) – (2)

Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub ye pyar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub ye pyar kiya

Pyara hai ek junun Hame malum na tha Ishq me hota hai yu Hume malum na tha Jadugar tera kusur Hume malum na tha Mar doge hume yu Hume malum na tha Hai khata Hai khata aapki phir Husn pe kyu war kiya Khub ye pyar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub ye pyar kiya

Ho gaye tujhpe fida Teri aankho ki kasam Yahi manzil hai meri Teri zulfo ki kasam Tune sikhi na wafa Tere wado ki kasam Hume aaye na yakin Teri bato ki kasam Humne kyu Humne kyu muft me Dil ko gunehgar kiya Kya hua kya hua Kya hua maine agar Ishq ka izhar kiya Aapse pyar kiya Aapne kyu mujhe ruswa Sare bazar kiya Khub ye pyar kiya