Bheege zameen aasmaano magar Sukha rahan bas ek mera hi ghar Duniya hai teri nigaho mein Bas tujhe main hi na aaya nazar
Rota hai tanhayi mein Dil mera tere bin Barasti hain ankhein meri Shaam-o-subah raat-o-din
Ye baarish hoti hai Toh mujhko teri yaad aaye Ke boondon mein mujhko Teri hi tasveer nazar aaye
Ye baarish o.. Meri khwaahish o..
Baarishon ki saanjh mein Tanha raha jaaye naa Dard-e-judaai iss toote dil se Itna saha jaaye na
Kaash tu iss haal mein Hoti mere saath agar Toh aankhein meri har baat par Aati na yoonhi bhar..
Ye baarish hoti hai Toh mujhko teri yaad aaye Ke boondon mein mujhko Teri hi tasveer nazar aaye (x2)
Ye baarish o.. Meri khwaahish o..
| Movie / Album | Ye Baarish |
| Language | Hindi |
| Lyricist | A.M. Turaz |
| Singer's | Darshan Raval |
| Music Director | Darshan Raval |
| Label | DarshanRavalDZ |
| Year | 2017 |