Oo..
Main chahun tujhe kisi aur ko tu chahe yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar karun main yaar tujhe inna sara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara
Har pal… har dua mein Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Jab sochu tujhe sochu, yahi kaam karte hai Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hai Tere door jaane se din raat darte hai Tere door jaane se din raat darte hai
Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar tujhe karte hain hum inna sara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara
Har pal… har dua mein Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hain
Keh diya sab kuch par kuch to baki hai Mujhko to teri ek nazar hi kafi hai Jisme hai tu raazi usme hi main raazi Jisme ho tu raazi usme hi main raazi
Main dekhun tujhe kisi aur ko tu dekhe yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara Pyaar tujhe hum karte hain inna sara Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara
Har pal… har dua mein Dua mein tujhe yaad karte hain Sau sau baar karte hain Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hain
Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Movie / Album | Yaara |
Language | Hindi |
Lyricist | Bad-Ash |
Singer's | Mamta Sharma |
Music Director | Bad-Ash |
Year | 2019 |
Starring | Mamta Sharma, Manjul Khattar |