Yun hai hamare darmiyaan Uljhi saanson ki garmiyaan (x2)
Suljhane de in uljhano ko Saari shaitani aazmaale Meri ada mein tu naha le Ab toh mujhe apna bana, haaye!
Yun hai hamare darmiyaan Uljhi saanson ki garmiyaan
Khili khili rangeeli, nashili hoon main raaza hari bhari Chhu le mujhe yahan se wahan se Milegi masti har kahin (x2)
Suljhane de in uljhano ko Saari shaitani aazmale Meri adaa mein tu naha le Ab toh mujhe apna bana, haaye!
Yun hai hamare darmiyaan Uljhi saanson ki garmiyaan
Haaye..
Tu kya jaane main hoon kya Meri khatir aahein bhare sabhi Main hoon jawan, hoon haseen Khushiyan doongi tujhko nayi nayi (x2)
Suljhane de in uljhano ko Saari shaitani aazmale Meri adaa mein tu naha le Ab toh mujhe apna bana Yun hai hamare darmiyaan..
Movie / Album | Yaara Silly Silly |
Language | Hindi |
Lyricist | Sandeep Nath |
Singer's | Neeti Mohan |
Music Director | Ankit Tiwari |
Label | Zee Music |
Year | 2015 |
Starring | Paoli Dam, Parambrata Chatterjee |