Kya Tan Kya Man Kya Jivan Song Lyrics - Woh Phir Aayegi Lyrics

Kya Tan Kya Man Kya Jivan Lyrics: Song from Woh Phir Aayegi Lyrics movie sung by amit kumar, s janaki, written by sameer, produced by jay mehta and song is composed by anand shrivastav, milind shrivastav.

Ganga se bhi pawan hai Sagar se bhi gehra hai Sanso ka sangam ho jaye Isliye ye pal thahra hai

(Kya tan kya man kya jivan – 2 Sab kuch karde samarpan Aaja aaja aaja – 2) – (2)

(Sundarta se bhi tu sundar Yauvan ka barpur samandar) – (2) Jab jab dekhu tujhko jage Man me koi akarsan Aaja aaja aaja – 2 Kya tan kya man kya jivan – 2 Sab kuch karde samarpan Aaja aaja aaja – 2

(Sari duri aaj mita de Janam janam ki pyas bhuja de) – (2) Mai jalti tapti chingari Tu jal barsata sawan Aaja aaja aaja – 2 Kya tan kya man kya jivan – 2 Sab kuch karde samarpan Aaja aaja aaja – 2