Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Song Lyrics - Whats Your Raashee Lyrics

Whats Your Raashee Lyrics is a hindi movie, music produced by sohail sen. It stars harman baweja, priyanka chopra in main roles, this movie released in 2009. The soundtrack album is composed by sohail sen. The music is released under sony music The song lyrics of Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha are below

Salone kya tune prem ka shaastra padha – (2) Ho koyi aaye toh mann ko bhaaye toh hoti hai kya dasha Sunani hai kya saari katha – (2) Salone aa, salone aa (Kaisi agan sulagati hai honto mein Kaisa dhunwaan ghir aata hai naino mein) – (2) Kyun baatein karati hai parchhayiyaan Kyun aane lagati hai angdaayiyaan Tan sataaye kyun thartharaaye kyun, jaage kyun kaama Sunani hai kya saari katha

Salone aa, salone aa O chanchal sundari baala, mujhe pata nahi tha Har yug meinjanam leti hai yahaan koyi menaka O prem ka badhan hai aalingan kaise tumase kahun Prem sandesa hota hai chumban isame sankoch kyun Yeh jo suwidha hai woh hi duwidha hai, isako kahu aur kya Sunani hai kya saari katha Salone kya tune prem ka shaastra padha – (2) Ho koyi aaye toh mann ko bhaaye toh hoti hai kya dasha Sunani hai kya saari katha – (2) Salone aa, salone aa