Maine ek khwab sa dekha hai Jara me bhi sunu Sun ke sharma to na jaogi Mm h tum se nahi
Maine dekha hai ki phulo se ladi shakho me Tum lachakati hui u meri karib aayi ho Aa Jaise muddat se uhi sath raha ho apna Jaise ab ki nahi sadiyo ki shansai ho
Maine bhi khwab sa dekha hai Kaho tum bhi kaho Khud paye itara to na jaoge Nahi khud se nahi
Maine dekha ki gate huye jharno ke karib Apni betabi jazbat kahi hai tum naye Hmmmm Kapte hotho se rukati hui aawaz ke sath Jo mere dil me thi vo baat kahi hai tum ne Hmmm hmmm hmmm hmm hmmm
Aanch dene laga kadmo ke tale barf ka pharsh Aaj jana ki mohabbat me hai garmi kitani Hmmm mmmm Sangmaramar ki tarah sakt badan me tere Aa gayi hai mere chulene se narmi kitani Hmmm hmmm hmmm hmm hmmm
Hum chale jaate hai aur door talak koi nahin Hum chale jaate hai aur door talak koi nahin Sirf paton ke chatakhane ki sada aati hai
Dil me kuch aise kayalat ne karvat li hai Mujh ko tum se nahi apne se haya aati hai Hmmm hmmm hmmm hmm hmmm
Maine dekha hai ki kohare se bhari vaadi me Mai ye kahta hu chalo aaj kahi kho jaye Hmmm hmmm Mai ye kahti hu ki khone ki zarurat kya hai Odh kar dhundh ki chadar ko yahi so jaye Hmmm hmmm hmmm hmm hmmm – 6
Movie / Album | Waqt Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sahir Ludhianvi |
Singer's | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor |
Music Director | Ravi Shankar Sharma |
Label | Saregama |
Year | 1965 |
Starring | Raaj Kumar, sadhana, Sharmila Tagore, Shashi Kapoor, Sunil Dutt |
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor