Waada Song Lyrics - Waada

Waada songs lyrics: Waada sung by Tony Kakkar.This song is composed by Tony Kakkar and lyrics penned by Tony Kakkar.

Waada tha har raat ka Umar bhar saath ka Tu aaya nahi saajna Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua

Jo mere kuch karz the Tere bhi kuch farz the Tumhi toh humdard the Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua

Bewajah ishq mein sanam Hum yun na jalte Humko pata jo hota Ishq na karte

Tune kaha tha aayega Mujhe bhi intzaar tha Tha mausam barsaat ka Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua

Teri bewafayi ka agar Shikva na karte Dard dilon ke sanam Hum kaise karta

Aaj dil udaas hai Suni suni si raat hai Aashkon ki barsaat hai Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua