Tu hawa tu zameen tu aasmaan main bhi wahan Tu hawa tu zameen tu aasmaan Main bhi wahan udde hum kahan Judi hamari daastan Tu hawa tu zameen tu aasmaan Main bhi wahan tu jahan Udane ki chaha hain bas udana hain mujhe Har aasmaan se pare le jaaun main tujhe
Udane ki chaha hain bas udana hain mujhe Har aasmaan se pare le jaaun main tujhe Mile hum wahan jahan naya ho jahaan Tu hawa tu zameen tu aasmaan Main bhi wahan tu jahan Sapno ki kashtiyaa behane de iss tarah Tufaan bhi aaye to tham jaaye woh zara
Sapno ki kashtiyaa behane de iss tarah Tufaan bhi aaye to tham jaaye woh zara Huye yun woh fanna jeeye hum sadaa Tu hawa tu zameen tu aasmaan Main bhi wahan tu jahan
Movie / Album | W (2014) Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Daboo Malik |
Singer's | Armaan Malik |
Music Director | Daboo Malik |