Aapki Inayate Aapke Karam Song Lyrics - Vandana Lyrics

Following is the lyrics of 'Aapki Inayate Aapke Karam ' song from the bollywood movie 'Vandana Lyrics', the lyrics are written by anjaan, in the voice of singer lata mangeshkar

(Aapki inayate aapke karam Aap hi bataye kaise bhulenge hum) – (2)

(Ek bhujhe shama ki tarha Tha jo dil mera devta ki aarti Ka ban gaya diya) – (2) Aapki inayate aapke karam Aap hi bataye kaise bhulenge hum

(Iltza yahi hai dile bekarar ke Todna na dor kabhi mere pyar ki) – (2) (Aapki inayate aapke karam Aap hi bataye kaise bhulenge hum) – (2)