(Dil ka guldasta baaho ka haar Saath me isake bahut sa pyar Lekar aaya sarkar kar lijiye swikar Kar lijiye swikar) – (2)
Mana ab tak hum the kuch majbur Reh ke paas bhi hum the kitni door Lekin hum tum aakhir mil hi gaye Sapne aakhir phulo se khil hi gaye Phulo se khil hi gaye – 2
Dil ka guldasta baaho ka haar Saath me isake bahut sa pyar Lekar aaya sarkar kar lijiye swikar
(Ha ha hamane kiya swikar Mere yaar mere yaar) – (2)
Thande mausam me aag ye kaisi lagi hay Kaise mod pe aa gayi zindgi achha ji Bin piye aaj ye kya hamako ho gaya ho ho Pyar ka har taraf chhane laga hai nasha maar dala Chhane laga hai nasha – 2 Dil ka guldasta baaho ka haar Saath me isake bahut sa pyar Lekar aaya sarkar kar lijiye swikar Ha ha kar to liya swikar Mere yaar mere yaar Kar to liya swikar Mere yaar mere yaar
Khoye ham rahe in gori gori banho me Reshami julf ki pyari pyari chhav me Gam bhi koyi aane na payega jaha Pyar ki bastiya ham basayenge vaha Ham basayenge vaha – 2 Are dil ka guldasta baaho ka haar Saath me isake bahut sa pyar Lekar aaya sarkar kar lijiye swikar
Ho ho hoto gaya swikar Mere yaar mere yaar Hoto gaya swikar Mere yaar mere yaar – 2
Movie / Album | Vachan (1974) Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Shaily Shailender |
Singer's | Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar |
Music Director | Shankar-Jaikishan |
Lyricist : Shaily Shailender
Singer : Kishore Kumar, Sharda Rajan Iyengar
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Kishore Kumar, Krishna Kalle, Mohammad Rafi, Sharda Rajan Iyengar
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Kishore Kumar, Mahendra Kapoor