Aasmaan khula khula hawa mein rang ghula ghula – 2 Yeh jadu kya tune kiya sab lage kheela kheela Janu na janu mein to janu na – 4
Chal raha zamin per aankh hai falak per Wadiya hai faili har taraf yahan per Gulabon se mehki fiza hi fiza Yeh pyaar ka hai jaadoo Haan mein janu haan – 2 Janu na janu mein to janu na – 2
Shuru hua jo safar na khatam ho umar bhar Lage duniya anokhi deekhe jannat sa sehar Tera hai nasha ehaas naya Kya pyar ka hai jadu Haan mein janu haan – 2 Janu na janu mein to janu na – 2 Aasmaan khula khula hawa mein rang ghula ghula – 2 Yeh jadu kya tune kiya sab lage kheela kheela Janu na janu mein to janu na – 4
Movie / Album | Utt Pataang Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Arun Kumar |
Singer's | Ahan Shah, Shaan |
Music Director | Shamir Tandon |