Kitne saj duniya ke Banjar hai ab ye khas Aankho me bitha ke Bhul chala mai apne raz Sun ke bhi na suniyo Beparwah dil ki fariyad Mai duba tere nur me Slow motion me Rango se raag me Slow motion me Suro se saz me Slow motion me
Apsara hai koi jaan-e-jaan Kya khushi hai kyu pehchanu na Ho door lok se aai hai Sath tarange lai hai Satrangi sapne mai bun gaya Mai duba tere nur me Slow motion me Rango se raag me Slow motion me Suro se saz me Slow motion me
Kya kahu rumani hai sama Kaisi ye madhoshi janu na Ho ruh ki parchhayi hai Mauj bhi bhar aai hai Sajde me tere hi jhuka Mai duba tere nur me Slow motion me Rango se raag me Slow motion me Suro se saz me Slow motion me
Tube light si duniya Samjhe kya mere jajbat Dekh sang sajni ko Ude kabutar dil-o-dimag Sun ke bhi na suniyo Rangrej dil ki fariyad Mai duba tere nur me Slow motion me (Rango se raag me Slow motion me Suro se saz me Slow motion me) – (2)
Movie / Album | Trip To Bhangarh Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Manish Chaudhary |
Singer's | Mohit Chauhan |
Music Director | Manish Chaudhary |
Lyricist : Manish Chaudhary, Onkar Singh
Singer : Akash Chauhan
Lyricist : Manish Chaudhary, Onkar Singh
Singer : Palak Muchhal, Shriram Iyer