Zara Bach Ke Shikari Shikar Karna Song Lyrics - Tower House (1962) Lyrics

Following is the lyrics of 'Zara Bach Ke Shikari Shikar Karna ' song from the hindi movie 'Tower House (1962) Lyrics', the lyrics are written by s h bihari, in the voice of singer asha bhosle

Jara bach ke shikari shikar karna – 2 Naina jane hamare bhi war karna – 2 Jara bach ke shikari shikar karna Ho jara bach ke

Kisi ki sokh ada dekh kar dil na jalao Khake aanchal ki hawa Kyu machalta hai bhala Ja re ja o diwane teri bhul hai – 2 Dil hamare liye bekrar karna Jara bach ke shikari shikar karna – 2 Naina jane hamare bhi war karna – 2 Jara bach ke shikari shikar karna Ho jara bach ke

(Phulse gal bhi hai reshmi bal bhi hai Aaj to bikhre huye julf ke jal bhi hai) – (2) Baat mane na mane hamari magar – 2 Kam apna hai to hoshiyar karna Jara bach ke shikari shikar karna – 2 Naina jane hamare bhi war karna – 2 Jara bach ke shikari shikar karna Ho jara bach ke

(Jaan pyari hai agar yu na fir dekho idhar Dekh kar tire najar mar de ham jo agar) – (2) Umar bhar chote khakar tadapta rahe – 2 Bhul jaye hasino se pyar karna Jara bach ke shikari shikar karna – 2 Naina jane hamare bhi war karna – 2 Jara bach ke shikari shikar karna Ho jara bach ke