Oye Rabba Meri Jaan Bacha Le Song Lyrics - Tirangaa Lyrics

Oye Rabba Meri Jaan Bacha Le lyrics : Oye Rabba Meri Jaan Bacha Le Song from Tirangaa Lyrics is sung by kavita krishnamurthy, mohammed aziz and composed by laxmikant-pyarelal,

Machal utha dil tadap uthi jaan Hua hai mujhe kya kaise karu bayaan Bayaan bayaan Oye rabba meri jaan bacha de – 2 Phas gai dil ke rog mein Solwa saawan aisa aaya Mar jaaungi kuch roz main

Oye maula mere mujh ko bacha le Pad gaya main to soch mein Sunta hun mere pyar ke charche Faile teeno lok mein Oye tauba meri jaan bacha de

Teri yaad ki kaliyon ki chun kar Ho teri yaad ki kaliyon ki chun kar Main jeeti hun khusbu ban kar Teri yaad ki shabnam ko chun kar – 2 Main jeete hun mausam ban kar Oye rabba ise mujh ko mila de Main hun jiski khoj mein Solwa saawan aisa aaya Mar jaaungi kuch roz main Oye rabba meri jaan bacha de

O mera chain gaya omeri nind gayi – 2 Mere jeene ki ummid gayi Mujhe tere siva kuch yaad nahi Kab holi hui kab eid gai Oye rabba mere tan mann tute Paheli nazar ki chot mein Solwa saawan aisa aaya Mar jaaungi kuch roz main Oye rabba meri jaan bacha de

Main na jeete hun na marta hun – 2 Bas thandi aahen bharta hun Teri thandi aahen sunti hun – 2 Kuch khwab sunehre bunti hun Oye maula sau khwab hile re Us aanchal ki ot mein Sunta hun mere pyar ke charche Faile teeno lok mein

Oye tauba meri jaan bacha le Phas gai dil ke rog mein Oye maula mere mujh ko bacha le Pad gaya main to soch mein Phas gai dil ke rog mein Pad gaya main to soch mein