Taarashta Main Song Lyrics - Thodi Thodi Si Manmaaniyan

Tarashta main ye raasta hoon Zara jutaa lu saans main Manzilen ae manzilen Haan tham bhi jaa tu zara

Tarashta main ye raasta hoon Zara jutaa lu saans main Manzilen ae manzilen Haan tham bhi jaa tu zara Ghunjte kaanto se chubhte hain Patjhad yahan

Phoolon mein bhi kaante hain Hai mahak phir bhi magar Ye dilasaa to dila ae khuda Aahon mein bichhe hain Hain mahak ye to agar Ehsaason ki hawa tu kahan Zulm se ghut rahi Zinda main phir bhi yahan

Tarashta main ye raasta hoon Zara jutaa lu saans main Manzilen ae manzilen Haan tham bhi jaa tu zara Kaanto se chubhte hain Patjhad yahan..