Yeh raste wahi they, Ye hi they nazaare Woh waqt kahaan kho gaya Kaano se guzar ke, Khamoshi gayi hai Dheere se, hai shayad kuch kahaa] (x2)
( Lyrics Posted By Anu )
Jaani pehchaani, Bheeni si aa rahi.. Sapno ki hai khushbuyein..
Sapno ka gaaon hai kahi pe Aate hai baadal bhi wahi se Jaani pehchaani bheeni si aa rahi.. Sapno ki hai khushbuyein..
( Lyrics Posted By Anu )
[Kaagaz ki udaane Manzil ko paane chali hai.. Chhoti si kalam se Khushiyaan banane chali hai..] (x2)
Nange paaon sahi Khushiyon ko paane aage jaana hai
( Lyrics Posted By Anu )
Sapno ka gaaon hai kahi pe Aate hai baadal bhi wahi se Jaani pehchaani, bheeni si aa rahi.. Sapno ki hai khushbuyein..
[Ik chhota sa hi toh Khwaab hai palkon tale.. Nanhi si kali ki Zid hai ke khul ke khiley..] (x2)
( Lyrics Posted By Anu )
Jaane kyun aa rahi hai Nazar har taraf mushkilein..
Chhoti-chhoti dhadkano se Dabe chhupe inhi palo se Armaano ke aansuon se Aa rahi manzil ki khushbuyein
Movie / Album | The Silent Heroes |
Language | Hindi |
Lyricist | Rahul Mishra |
Singer's | Sonu Nigam |
Music Director | Rahul Mishra |