Beet gaya bachpan beti hai paraya dhan – 3 Badha naya bandhan badha naya bandhan Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2 Beti hai paraya dhan Manega na mann kaisi hai uljhan – 2 Ye kaisa bandhan ye kaisa bandhan Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2 Beti hai paraya dhan
(Lekin ye hai baat khushi ki Din hai khushi ka raat khushi ki Us ghar mein wo barsayegi Harpal bar barsat khushi ki) – 2 Us ghar ka aangan mehkega upvan – 2 Ye kaisa bandhan ye kaisa bandhan Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2 Beti hai paraya dhan
(Layi tu jeevan mein ujhala phulo jaise mujhko pala Teri mamta ki chhaiya mein mene paya ek shivala) – 2 Main hu tera darpan main ban ke chali dulhan – 2 Akhiyon mein so van akhiyon mein so van Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 4 Beti hai paraya dhan
Movie / Album | The Real Life Of Mandi Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Daur Saifee |
Singer's | Anuradha Paudwal |
Music Director | Dinesh Arjuna |