Teri Aankhon Mein Song Lyrics - Teri Aankhon Mein

Teri Aankhon Mein Song Lyrics from Teri Aankhon Mein (Hindi) (2020) Teri Aankhon Mein Song Lyrics sung by Darshan Raval, Neha Kakkar.This song is composed by Manan Bhardwaj with lyrics penned by Kumaar. Teri Aankhon Mein (Hindi) (2020) album stars Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri the songs were released in 2020.

Haan kar dena chhoti moti galtion ko maaf Itna sa bas ehsaan karde Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf Itna sa bas ehsaan karde

Tu jo hai naraaz meri sansein na chalein Maan ja tu jeena yeh aasan karde Tu khol mere dil ko aur lele talashi Koyi bhi milega na tere siva tere siva

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Bhar ke rakhti hoon jeben Main main dil ki apni Bol kitna tu maange udhar Jo main pyaasa ke bundi tu maang to sahi

Bol kitna tu maangega pyar

Baitha hai gussa teri naak pe aise Thok diya tujhko maine chhod diya jaise Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise Nikaal na zuban se aise marne ki baat

Pyar aisa karunga Ke tu degi shabashi Misaal main dunga Apne pyar ki bada

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Ishq ko odh lein sab hadein tod de Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein Ishq ko odh lein sab hadein tod de Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Tu bole na mujhe kuchh Aur main sunti rahun Aise pyar karte karte Duniya ko chhod doon

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya