Haan kar dena chhoti moti galtion ko maaf Itna sa bas ehsaan karde Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf Itna sa bas ehsaan karde
Tu jo hai naraaz meri sansein na chalein Maan ja tu jeena yeh aasan karde Tu khol mere dil ko aur lele talashi Koyi bhi milega na tere siva tere siva
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Bhar ke rakhti hoon jeben Main main dil ki apni Bol kitna tu maange udhar Jo main pyaasa ke bundi tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyar
Baitha hai gussa teri naak pe aise Thok diya tujhko maine chhod diya jaise Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise Nikaal na zuban se aise marne ki baat
Pyar aisa karunga Ke tu degi shabashi Misaal main dunga Apne pyar ki bada
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Ishq ko odh lein sab hadein tod de Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein Ishq ko odh lein sab hadein tod de Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Tu bole na mujhe kuchh Aur main sunti rahun Aise pyar karte karte Duniya ko chhod doon
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Movie / Album | Teri Aankhon Mein |
Language | Hindi |
Lyricist | Kumaar |
Singer's | Darshan Raval, Neha Kakkar |
Music Director | Manan Bhardwaj |
Label | T-Series |
Year | 2020 |
Starring | Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri |