Tere Mere Darmiyaan Song Lyrics - Tere Mere Darmiyaan

Tere Mere Darmiyaan Song Lyrics from Tere Mere Darmiyaan (Hindi) (2019) Tere Mere Darmiyaan Song Lyrics sung by Yasser Desai.This song is composed by : Anjana Ankur Singh with lyrics penned by Shakir Raza Warsi. Tere Mere Darmiyaan (Hindi) (2019) album stars Raj Singh, Arishfa Khan and the songs were released in 2019.

Tere mere darmiyaan hai Boondon ka karwan hai Dhadkanein hain rawan dawan Kareeb aa meherban

Besabr jo ab hua Khamoshiyon ko chhune laga Har katra tere jism par Duaon mein alfaz sa

Nigah tujh par khamosh kar Labon se tujhe peene laga Nigah tujh par khamosh kar Labon se tujhe peene laga

Suljha de mujhko tu Uljha ke apni baahon mein Samjha de mujhko tu Basi main teri aahon mein Suljha de mujhko tu Uljha ke apni baahon mein Samjha de mujhko tu Basi main teri aahon mein

Tu hi mera ghar oh humsafar Mujhmein rahe tu saari umar Kaamil huaa main paa kar tujhe Ishkaani baarish mujhpe tu kar

Nigah tujh par khamosh kar Labon se tujhe peene laga Nigah tujh par khamosh kar Labon se tujhe peene laga

Labon se tujhe peene laga Labon se tujhe peene laga