(Woh raat din ke kisse, woh ishk ke fasaane Aate hai yaad hamako gujare jamaane) – (2) Aate hai yaad hamako gujare jamaane Gujre jamaane -2, aate hai yaad hamako gujare jamaane
Woh chaandanee, woh jhilmil sitaare Tanhaayiyo ke mehake najaare Betaabiyo kee bechain ghadiya Woh tera chhupake karna ishaare Gujre jamaane -2, aate hai yaad hamako gujare jamaane Woh raat din ke kisse, woh ishk ke fasaane Aate hai yaad hamako gujare jamaane – (2)
Woh wade karke tera na aana, aane ke baad sau baate banaana Woh hamse jhutee takraar karna, phir dur jaake rona rulaana Gujre jamaane -2, aate hai yaad hamako gujare jamaane Woh raat din ke kisse, woh ishk ke fasaane Aate hai yaad hamako gujare jamaane – (2) Gujre jamaane -2, aate hai yaad hamako gujare jamaane Gujre jamaane………
Movie / Album | Tanhai (lonely Hearts) Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Ravindra Upadhyay, Shabab Sabri |
Lyricist :
Singer : Ravindra Upadhyay, Shabab Sabri