(Kate naahee raat moree, piya tore kaaran kaaran Piya tore kaaran kaaran) – (2)
Kaale kaale badal chhaaye, dekh dekh jee lalchaaye – (2) Kaisee aanu paas piha re, dur gaye more saajan – (2) Dur gaye more saajan Kate naahee raat moree, piya tore kaaran kaaran Piya tore kaaran kaaran
Bhiga bhiga mausam aaya, piya kaa sandesa laaya – (2) Manava ko chain na aaye, ?? hain more naina – (2) ?? hain more naina (Kate naahee raat moree, piya tore kaaran kaaran Piya tore kaaran kaaran) – (2) Piya tore kaaran kaaran – (2)
Movie / Album | Tanhai (lonely Hearts) Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Ustad Sultan Khan |
Lyricist :
Singer : Ravindra Upadhyay, Shabab Sabri