(Maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi) – 3 Maine tujhse pyar kiya hai Ek phul chuna hai maine – 2 Itne bade chaman se Ek sitara chura liya hai Itne bade gagan se Sari dunia dekhi maine koi Mujhko jacha nahi Tere aage sar jhukta hai – 2 Kyu jhukta hai pata nahi Kitna pyar diya hai tujhko Iska mujhko pata nahi maine tujhse pyar kiya hai
Mehki mehki baat kare hum arz baharo se lele – 2 Apne apne khwab bune yuhi khyalo me akele Tu mujhko achi lagti hai kyu lagti hai pata nahi – 2 Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi
(Maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi) – 2 Maine tujhse pyar kiya hai
Movie / Album | Suryaa - An Awakening Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Santosh Anand |
Singer's | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz |
Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Lyricist : Santosh Anand
Singer : Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist : Santosh Anand
Singer : Kavita Krishnamurthy, Uttara Kelkar