(Ek nayi subah ka paigam lekar ayega suryaa Aasma ka dharti ko salam lekar ayega suryaa) – 2 Suryaa
Umar is andheri ki raat bhar hai Hone hi wali pal me sahar hai Sathi o himmat na har jana Char kadam bas or sahar hai Asha ka sahar tere Naam lekar ayega suryaa aasma ka dharti ko Salam lekar ayega suryaa Suryaa
Aayegi insaf ki hukmarani Apna bahega khun hokar pani Uth roshni ka lahrade parcham – 2 Kar de nayi ye dunia purani Teri kurbani ka Inam lekar ayega suryaa aasma ka dharti ko Salam lekar ayega suryaa Suryaa
Jo hal chalaye uski jami ho Ye faisla ho aaj aur yahi ho Kab tak hua karam apna hoga Mehanat kahi or daulat kahi ho Ye hukam dunia ke Naam lekar ayega suryaa Aasma ka dharti ko Salam lekar ayega suryaa Ek nayi subah ka Paigam lekar ayega suryaa Aasma ka dharti ko Salam lekar ayega suryaa Suryaa
Movie / Album | Suryaa - An Awakening Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Hasan Kamal |
Singer's | Mohammed Aziz |
Music Director | Laxmikant-Pyarelal |
Lyricist : Santosh Anand
Singer : Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist : Santosh Anand
Singer : Kavita Krishnamurthy, Uttara Kelkar