Sun Zara Sun Lo Dil Ki Juban Song Lyrics - Suneeta Rao - Waqt Lyrics

Sun Zara Sun Lo Dil Ki Juban Lyrics from Suneeta Rao - Waqt Lyrics (hindi) sung by suneeta rao. This song is composed by shankar mahadevan with lyrics penned by suneeta rao. Suneeta Rao - Waqt Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Sun Zara Sun Lo Dil Ki Juban Lyrics from Suneeta Rao - Waqt Lyrics: suneeta rao sings this hindi song for Suneeta Rao - Waqt Lyrics film with music by shankar mahadevan

Sun zara, sun zara, sun zara……. – (2) Sun lo dil ki jubaan, khud ko na de saja Yeh toh haq hai tera, baat yeh na bhula Na woh din raha na woh raatein Bhool ja, bhool ja, bhool ja

Sun zara, sun zara, sun zara…….

Sun zara, sun zara, sun zara……. Dil hai sheesha tera toot jaaye toh kya Hosh mein aa jara, dum ghutega tera Na woh dil raha na woh yaadein Bhool ja, bhool ja, bhool ja

Socho jara hai isime bhala, samajho jara hai yeh waada mera Meri jubaan sunke jaago jara, churaana tumhe yeh iraada mera Khud ke najaro se kyun girna chaahegi tu Na woh ji raha na woh jeena Bhool ja, bhool ja, bhool ja Sun lo dil ki jubaan, khud ko na de saja Yeh toh haq hai tera, baat yeh na bhula Na woh din raha na woh raatein Bhool ja, bhool ja, bhool ja

Sun zara, sun zara, sun zara…….