(Sar kiye ye pahar Daryao ki gehraiyo me Tujhe dhunda hai Aa bhi ja ek baar Mere yaar aise na luto mere Mann ka karar) – (2)
Ho gaya hai tumse pyar – 2
(Mere yaar aise na luto mere Mann ka karar) – (2)
(Jidhar bhi dekhu Tuhi najar aati hai Aankhe band karlu to Tu aur karib aati hai) – (2)
(Mere yaar aise na luto mere Mann ka karar) – (2)
(Khushbu teri mujhe jo chhu jati hai Mere mann me kaise Ye deep jala jati hai) – (2)
(Mere yaar aise na luto mere Mann ka karar) – (2)
Ho gaya hai tumse pyar – 2
(Sar kiye ye pahar Daryao ki gehraiyo me Tujhe dhunda hai Aa bhi ja ek baar Mere yaar aise na luto mere Mann ka karar) – (2)
Movie / Album | Strings (album) Lyrics |
Language | Hindi |